Bikhra | Shaurya Khare & Sarika Dutt lyrics

Bikhra | Shaurya Khare & Sarika Dutt lyrics

Toot ke bikhra mein iss kadar Jaise sahil par mitti ka ho ik ghar Toot ke bikhra mein iss kadar Jaise ho beetein lamho yeh asar Aisi bhi mujhe kya hui khata Kisi darr peh mujhko na mili pana Aisi bhi mujhe kya hui khata Kisi darr peh mujhko na mili pana Bass yehi umeed peh main hoon jeeh raha Milegi kisi modd par jinne ki wajah Aaee khuda tu hi hai rehnuma Tu hi rehbar sunle meri saada Toot ke bikhra mein iss kadar Jaise sahil par mitti ka ho ik ghar Raatein meri tanha ho Tanha hai har shehar Saddiyon sa har lamha Tanha hai har safar Chahoon bhi toh mein muska na saku Haathon ki lakkeero se aur kitna ladu Aae khuda tu hi hai asara Karde baaya hai kya teri raza…


Singer: Jayanshul Gami
Composer: Yash Deshmukh & Karan Patel
Lyricist: Shoaib Firozi, Imran Khan
Arrangers/Programmers: Yash Deshmukh & Karan Patel
Additional Programming: Bibhuti Gogoi





 Bikhra | Shaurya Khare & Sarika Dutt lyrics


Toot ke bikhra mein iss kadar
Jaise sahil par mitti ka ho ik ghar
Toot ke bikhra mein iss kadar
Jaise ho beetein lamho yeh asar

Aisi bhi mujhe kya hui khata
Kisi darr peh mujhko na mili pana
Aisi bhi mujhe kya hui khata
Kisi darr peh mujhko na mili pana

Bass yehi umeed peh main hoon jeeh raha
Milegi kisi modd par jinne ki wajah
Aaee khuda tu hi hai rehnuma
Tu hi rehbar sunle meri saada
Toot ke bikhra mein iss kadar
Jaise sahil par mitti ka ho ik ghar

Raatein meri tanha ho
Tanha hai har shehar
Saddiyon sa har lamha
Tanha hai har safar
Chahoon bhi toh mein muska na saku
Haathon ki lakkeero se aur kitna ladu

Aae khuda tu hi hai asara
Karde baaya hai kya teri raza…

Mere aashko se puchu kya maine khoya
Sun kar meri kahaani badal bhi roya hai
Bass yehi umeed peh main hoon jeeh raha
Milegi kisi modd par jinne ki wajah


Aaee khuda tu hi hai rehnuma
Tu hi rehbar sunle meri saada

Post a Comment

0 Comments